Followers

Friday, August 8, 2014

* Fazael e Jumma*

Jis ne Shab-e-Jumma (Yani aaj magrib ke baad) Surah Yaseen Sharif Ki Tilawat ki us ki Magfirat kar di jaey gi.

(Al-Targheeb Wat'tarheeb, Jild 1, Page # 298)

* Fazael e Jumma*

* Jumma tammam dino ka sardar He *

Jumma ke din ak neki karne ke sawab 70 nekiyan karne ke barabr he.

* Jumma ke din 2 rakat Nifal ada karnay ka sawab 200 nifal ke brabar he.

*Jumma ke din Gusal ,pure Haftay Ke gunnaho ka kaffara he.

*Jumma ke din nakhun (nail) tarashne se aanay wale jummy tak bimariyan dur ho jati hen.

*Jumma ke din marnay wala khush naseeb musalman shaheedo me uthaya jayega.

*Jumma ki fazilat ka kia kehna Khuda pak ne
,QURAN pak me surah e jumma nazil farmai.

0 comments:

Post a Comment

 
Twitter Bird Gadget